Har
vade ka matlab karar nahi hota har muskan ka
matlab izhar nahi hota nigahen to kai nigahon se milti
hain har nazar ka matlab pyaar nahi hota |
|
aakh
khule te chehra mera yaar da hoye
aakh bandh ho te sapna mere yaar da hoye
raab kolo ae ardaas hai ki udhe marne kolo pehle main marzawa
aur kafan ch zaar da dupata hoye |
|
mazile
bhi uski thi, rasta bhi uska tha
ek main ekala tha kafila bhi uska tha
saath saath chaln ebhi uski thi
phir rasta badalne ka faisla bhi uska tha...
aaj kyu akela ho dil sawal karta hai
log toh uske the kya khuda bhi uska tha? |
|
kuch
rishtey anjane main ban jate hain
pehle dil phir zindagi se judh jate hain
kehte hain us dor ko dosti
yaha dil se dil na jane kab mil jate hain |
|
ain
mar jaaun toh mera jism jala dena Lekin usme se pehle mera dil
nikaal lena Mujhe parvah nahi hai dil ke jal jaane ki Mujhe toh
parvah hai usme rehne wale ki |
|
Qayamat tak tujhe yaad
karenge,
Teri har baat par aitbaar karenge,
Tujhe SMS karne ko to nahi kahenge,
Par phir bhi tere SMS ka intezar karenge. |
|
Berukhi is kadar
dikhayenge maloom na tha, bas chand roz mein badal jayenge maloom na
tha. Woh bholapan, wo masumiyat, dil lubhaya jisne, dil laga kar dil
jalayenge yeh maloom na tha. Yun to khate rahe kasmein saath jeene
marne ki, chand kadmon pe dagmagaenge yeh maloom na tha. Humne to
unko khuda mana tha, magar woh apna bhi banayenge ye maloom na tha.
Bachke nikalte hain log kanto se suna tha humne, par hum phool mein
hi ulajh jayenge ye maloom na tha, |
|
Jab bhi kisiko kareeb
paya hai
Kasam khuda ki wahin dhoka khaya hai
Kyon dosh dete ho kaanton ko
Ye zakhm to humne phoolon se paya hai!! |
|
Har sahil ko kinara
mat samjho,
har dost ko sahara mat samjho,
najar-najar me fark hai!
yaro, har najar ko ishara mat samjho... |
|
Zindagi ki har
khwahish puri nahi hoti,sach hai ki dil ki lagi kabhi nahi bujhati
par gum se pahle kabhi kushi nahi milti. |
|
Ek tanha raat me apki
yaad aayi,tanhai mitane ko humne ek cigrate sulgai,na jaane kaise
qayamat ho gayi ke dhuein ne bhi apki tasvir banayi |
|
Tum roothte rahe, hum
manate rahe. teri raahon mein palkein bichate rahe. Tune kabhi
palatke bhi nahi dekha, hum aankh jhapake se bhi katrate rahe., |
|
Jab
bhi kisiko kareeb paya hai
Kasam khuda ki wahin dhoka khaya hai
Kyon dosh dete ho kaanton ko
Ye zakhm to humne phoolon se paya hai!! |
|
Jindagi
ka saath yuhi nibhana parega,yadon ke sahare,sapno ke bahane nayi
raah par chalna hai,jane kis moor par phir milan ho,phir haseen
shama hamare sang ho |
|
Kashish
honi chahiye yaad karne ki, lamhe to apne aap mil jate hai. Waqt
hona chaiye saath guzarne ke liye, bahane to apne aap mil jate hai. |
|
Dil
ke baat dil mein na rahe
ankhon ke khawab ankhon mein na rahe
Dil ki baat isi liye keh di aap ko...
ke galti se aap kisi aur ke dil mein na rahe. |
|
|
|
|
jisne
humko chaha use hum chah na sake
jisko chahte the use pa na sake
yeh samaj lo ke dil tootne ka khel hai, kisi ka toda aur apna bacha
na sake.... |
|
Dur
nigaho se bar bar jaya na karo, dil ko is kadar tadpaya na karo, ek
pal bhi ji na sakenge ham, ye ehsas bar bar dilaya na karo. |
|
sapno
se dil lagane ki aadat nahi rahi
har waqt muskarane ki aadat nahi rahi
yeh soch ke ki manane nahi aayega ab rooth jane ki aadat nahi rahi |
|
Na
gujarna id ke din kisi masjid ke paas se kahi log chand samaj kar
apna roja na todh de
aur hokar khafa khuda tumse kahi husan banana hi na chod de |
|
saki
ko kya pata kaise pilaye jati hai
dhakan kholne se pehle botal hilae jati hai
aur phir bhari mehfil main yeh awaaz lagi jati hai oh pinewalo yaha
aao yaha ghum ke maro ko muft main pilae jati hain |
|
Teri
aarzu main humne baharon ko dekha! Teri zustzo main humne sitaron ko
dekha! Nahi mila tum se badhkar en nigahon ne hajaron ko dekha. |
|
Dhoondoge
tum mujhe
par kahin na paoge,
aise meri kismat nahin
mere liye tum ansoo bahaoge. |
|
Aap jaise log kuch
khaas lagte hain.
man main har waqt hum ek aas rakhte hai.
na jane kab aa jaye aap ka sms
is liye cell ko dil ke paas rakhte hai. |
|
Mohabbat agar 1 se ho
to bholapan hai. 2 se ho to apnapan hai. 3 se ho to deewanapan hai.
4 se ho to pagalpan hai. Lekin agar silsila phir bhi na ruke to ye
Kameenapan hai |
|
Samjha na koi dil ki
baat ko,
Dard duniya ne bin soche he de diya,
Sah gaye jo hum agar dard ko chupke se,
To duniyabalon ne humko patthar dil keh diya. |
|
Dil tootega to
fariyaadkaroge tum bhi, hum na rahe to humein yaad karoge tum bhi.
Aaj kehte ho hamare paas waqt nahi, par ek din mere liye waaqt
barbaad karoge tum bhi |
|
Koi ankhon se koi baat
kah deta hai,
Koi mulakato se koi baat kah deta hai,
par bada muskil hota hai jawab dena jab koi khaamos hokar sawaal kar
leta hai... |
|
Tera har inkaar mere
ikraar se accha hoga
Mera har din teri us raat se accha hoga
Na ho yakeen to jhaank lena apni doli se
Mera janaza teri baraat se accha hoga |
|
Ye such ha doston kisi
se pyar na karna,Kabi kisi ka aitbar na karna,Tham k khanjar apne hi
hatho me,Bedardise apne dil par var na karna |
|
Mana ke bhool jana
aapki fitrat hi sahi, magar humein bhool pana tumhari kismat mein
nahi, chaho to aazmakar dekhlo, khud ko bhool jaoge, humein nahi.. |
|
Zindagi ek paheli se
lagti hai, Har lamha ek saheli si lagti hai, isme kabhi aansu to
kabhi gam hai, jisne soch kar aaj meri aankhe nam hai. |
|
Zindagi
ki har khwahish puri nahi hoti, sach hai ki dil ki lagi kabhi nahi
bujhati par gum se pahle kabhi kushi nahi milti. |
|
Jab
bhi khayal aaya tera aaya, ankhein band ki to khwab tera aaya, Socha
yaad kar loon khuda ko pal do pal, Honth khule toh naam tera aaya... |
|
|
|